Download All Exam PDF, Online MCQ and Previous Year Question Paper, Download Notes And Study Material

Powered by Blogger.

8 October 2020

BPSC Syllabus 2020 in Hindi & English PDF Download [ Official Notification ]

0 comments

Download Syllabus PDF of BPSC 2020 in Hindi And English. BPSC का सिलेबस और नोटिफिकेशन डाउनलोड कीजिये : - 



1. Agar aap BPSC ka exam de rahe hain to ye Syllabus aapke liye kafi important rahega.

2. Syllabus ke PDF me aapko notification bhi mil jayega jisme aapko ye pata chal jayega ki form kaise bharna hai.

3. Syllabus ke according hi padhai kijiye. Idhar udhar mat bhatakiye.

4. BPSC ka latest notification me aapko pata chal jayega ki is baar negative marking hai ya nahi ?

5. Ye exam is baar bhi Offline hi hoga [ Pen - Paper ] based. Koi bhi rumor me apna dimag kharab mat kijiye ki exam online hoga.


Some Important Questions about BPSC Exam : - 


Ques - Kya BPSC pre ke marks add hote hain ?

Ans - Nahi, BPSC prelims ke marks add nahi hote hain. Ye bus qualifying hota hai.


Ques - BPSC Prelims me kitne papers honge ?

Ans - Only 1, usi paper me GS and Quant dono ke questions rahenge.


Ques - Prelims me kitne marks ke paper rahenge aur kitne hours ke papers honge ?

Ans - Marks - 150

Time - 2 hours.


Ques - BPSC ke questions kis medium me rahte hain ?

Ans - Hindi and English both.


Ques - Mains me kitne papers hote hain ?

Ans - Total 4 papers hote hain BPSC mains me.

. General Hindi [ Qualifying in nature - marks add nahi hote hain iske ]

. GS Paper 1

. GS Paper 2

. Optional


Ques - Kya Hindi ki knowledge important hai ?

Ans - Yes, kyunki Hindi language ka ek paper hota hai 100 marks ka. Subjective paper hota hai.


Ques - Kitne Optional Paper hote hain BPSC mains me ?

Ans - Only 1 Optional subject hota hai BPSC mains me.




Download PDF Now - Click Here